SONG: Rah Banee Khud Manjil - राह बनी ख़ुद मंज़िल

Rah Banee Khud Manjil - राह बनी ख़ुद मंज़िल

LYRICS:
raah bani khud manzil pichhe rah gayi mushkil sath jo aaye tum raah bani khud manzil pichhe rah gayi mushkil sath jo aaye tum raah bani khud manzil dekho phul banke sari dharti khil padi dekho phul banke sari dharti khil padi gujre aarzu ke raasto se jis ghadi jis me chaurahe tum raah bani khud manzil pichhe rah gayi mushkil sath jo aaye tum raah bani khud manzil jharna kah raha hain mere dil ki daasta jharna kah raha hain mere dil ki daasta meri pyas lekar chha rahi hain mastiya jin me nahaye tum raah bani khud manzil pichhe rah gayi mushkil sath jo aaye tum raah bani khud manzil panchhi ud gaye sab gaa ke nagma yaar ka panchhi ud gaye sab gaa ke nagma yaar ka lekin dil ne aisa jaal fenka pyar ka udne na paye tum raah bani khud manzil pichhe rah gayi mushkil sath jo aaye tum