SONG: Radio (tubelight-2017) - रेडियो

Radio (tubelight-2017) - रेडियो

LYRICS:
khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawaa mei poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mei khushkhabri aisi mili hai uchhalne lage hum hawaa mei poori huyi dil ki tamanna bada hi asar tha dua mei ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke naachenge hum ta ta thaiya sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara o mere dil ka khoya sa tukda lautega ek din kabhi iska mujhe tha yakeen iska mujhe tha yakeen jaana sadqe mei chahe lag jaye isko sari umar bhi meri hoga mujhe gham nahi hoga mujhe gham nahi afsar ke jaisa aintha motor gaadi mei baitha aayega mera sipaiya sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara o kaaka o mausi o cycle wale bhaiya ban than ke baal bana ke joota polish karwa ke naachenge hum ta tathaiya sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara sajan radio bajai ke sabhi ko nachaiyo zara sajan radio bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara