SONG: Radha Ke Rasiya Gokul Ke Basiya - राधा के रसिया गोकुल के बसिया

Radha Ke Rasiya Gokul Ke Basiya - राधा के रसिया गोकुल के बसिया

LYRICS:
radha ke rasiya gokul ke basiya jadu ki murali baja ke sun sun man dole naina churaaye ya palke jhukaye teri muraliya sako nachaaye naina churaaye ya palke jhukaye teri muraliya sako nachaaye chamke sitaare ya barse badarwa chham chham chale gopiyan ghunghat ka pat khole wo radha ke rasiya gokul ke basiya jadu ki murali baja ke sun sun man dole ghanshyam bajao muraliya ho mohe chain na aaye mohe chain na aaye ghanshyam bajao muraliya ho mohe chain na aaye mohe chain na aaye murali baje to ang ang dole sang sang dole sakhiya aa aa nache jiyarwa baaje ghunghrwa chamke pyasi ankhiya main janamo ki pyas bujaau duniya raas rachaye ho ghanshyam bajao muraliya ho mohe chain na aaye mohe chain na aaye