SONG: Radha Ji Ke Kunwar Kanhaiya Ho - राधा जी के कुंवर कन्हैया हो

Radha Ji Ke Kunwar Kanhaiya Ho - राधा जी के कुंवर कन्हैया हो

LYRICS:
radha ji ke kuwar kanhaiya ho, meri nayya ka kon khiwaya ho teri nayya ke ram khiwaiya radha ji ke kuwar kanhaiya ho, meri nayya ka kon khiwaya ho teri nayya ke ram khiwaiya acha batado chand gagan ka, kis dulhan ka tika hai sandhya ne sindur udaya sandhya ne sindur udaya, fir kyu fika fika hai o rani chand usi ka tika hai jal darpan me dekh ke tujhko jal darpan me dekh ke tujhko, chanda fika fika hai tere chand ke ras rachaiya ho, meri nayya ka kon khiwaya ho teri nayya ke ram khiwaiya acha bata do lahre uthkar, lahro se kyu takraye kisko dekhu sarabi jaise kisko dekhu sarabi jaise, uth aaye gir gir jaye ek chand tum lakho lahre ek chand tum lakho lahre, aapas me ladti aaye tujhe pakadne ko lahro ke, kandho par chadti jaye khelu lahro se mai ta tha thaiya ho, meri nayya ka kon khiwaya ho teri nayya ke ram khiwaiya radha ji ke kuwar kanhaiya ho, meri nayya ka kon khiwaya ho teri nayya ke ram khiwaiya