SONG: Radha Gori Govinda Hai Kala - राधा गोरी गोविन्दा हैं काला

Radha Gori Govinda Hai Kala - राधा गोरी गोविन्दा हैं काला

LYRICS:
hei brijwala hei brijwala hei brijwala hei brijwala re wala pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala chhede radha ko, radha ki sakhiya gori hamse chhupa, tu na batiya chhede radha ko, radha ki sakhiya gori hamse chhupa, tu na batiya pyaar kaise hua, ye bata de jara kab andhere me, dekha ujala re pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala radha gori govinda hain kaala brij me khelta, hain wo holi rang me dubi hain, radha bholi brij me khelta, hain wo holi rang me dubi hain, radha bholi samane jo gaya, uske wo na bacha nada natkhat hain, wo murli wala re pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala pyaar dhala re dhala, radha gori govinda hain kaala radha gori govinda hain kaala isko toka, waha khatpat ki khaya makhan, kahi fodi matki isko toka, waha khatpat ki khaya makhan, kahi fodi matki maa yashode jara, dekh le tu bhi aa raah chalne na de, tera paala re pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala naam uske jape, sab zamana shyam govinda, girdhari kanha naam uske jape, sab zamana shyam govinda, girdhari kanha man ko chain aaye na, usko dekhe bia aisa jaadu hain, kuchh usne daala re pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala pyaar dhala re dhala radha gori govinda hain kaala radha gori govinda hain kaala