Rabtaa - राबता
LYRICS:
kehte hai khuda ne is janha me sabhi ke liye
kisi na kisi ko hai banaya hai har kisi ke liye
tera milna hai us rab ka ishara maano mujhko banaya
tere jaise kisi ke liye
kuchh to hai tujhse rabtaa
kuchh to hai tujhse rabtaa
kaise hum jaane hme kya paya
kuchh to hai tujhse rabtaa
tu hamsaphar hai phir kya phikar hai
jeene ki wajah yhi hai marna isi ke liye
kehte hai khuda ne is janha me sabhi ke liye
kisi na kisi ko hai banaya hai har kisi ke liye
mehrbaani jaate-jaate mujhpe kar gya
gujarta sa lmha ak daman bhar gya
tera nasha naa mila roshan sitara mila
takdir ki kastiyo ko kinara mila
sadiyo se tarse hai jaisi jindgi ke liye
teri sahmat me numaie hai usi ke liye