SONG: Rabba Jawaani Aa Gayi - रब्बा जवानी आ गई

Rabba Jawaani Aa Gayi - रब्बा जवानी आ गई

LYRICS:
rabba jawani aa gayi patli kamar balkha gayi rabba jawani aa gayi patli kamar balkha gayi pyasa sama hai, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi pyasa sama hai, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi rabba jawani aa gayi patli kamar balkha gayi pyasa sama hai, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi pyasa sama hai, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi sabki nazar mein, sharab ka nasha hai sabki nazar mein, sharab ka nasha hai meri nigaho mein shabab ka nasha hai o jaane jaana koi bachana aayi kaha main aa gayi o jaane jaana koi bachana aayi kahan main aa gayi aa na deewane, mere paas nahi aana aa na deewane, mere paas nahi aana chalte badan ko, tu hath na lagana jaao meri jaa aise chhuo na meri nazar sharma gayi jaao meri jaa aise chhuo na meri nazar sharma gayi main jo machal ke, tarana koi gaau main jo machal ke, tarana koi gaau kisi ke dil ko nishana main banau tauba ye kyaa hai, meri ada hai sabki nazar ko bhaa gayi tauba ye kyaa hai, meri ada hai sabki nazar ko bhaa gayi rabba jawani aa gayi patli kamar balkha gayi pyasa sama hain, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi pyasa sama hain, dil bhi jawa hai masti nazar mein chha gayi