SONG: Rabba (Farewell To Sadness Mix) - रब्बा

Rabba (Farewell To Sadness Mix) - रब्बा

LYRICS:
zindagi me kabhi koi aaye na rabba aaye to kabhi phir jaye na rabba dene ho agar mujhe baad me aasu to pehle koi hasaye na rabba zindagi me kabhi koi aaye na rabba aaye to kabhi phir jaye na rabba dene ho agar mujhe baad me aasu to pehle koi hasaye na rabba to pehle koi hasaye na rabba jaate jaate koi meri khushyo ko le gaya suni suni aankhyo ko gham koi de gaya jaate jaate koi meri khushyo ko le gaya suni suni aankhyo ko gham koi de gaya aas jo lagai hai aankh bhar aai hai aas jo lagai hai aankh bhar aai hai itna bhi koi sataye na rabba zindagi me kabhi koi aaye na rabba aaye to kabhi phir jaye na rabba dene ho agar mujhe baad me aasu to pehle koi hasaye na rabba to pehle koi hasaye na rabba dil lene wale pe zor nahi chalta pyar ka ye sikka kahi aur nahi chalta dil lene wale pe zor nahi chalta pyar ka ye sikka kahi aur nahi chalta yaad teri aai hai tu harjaai hai yaad teri aai hai tu harjaai hai itna bhi koi tadpaye na rabba zindagi me kabhi koi aaye na rabba aaye to kabhi phir jaye na rabba dene ho agar mujhe baad me aasu to pehle koi hasaye na rabba to pehle koi hasaye na rabba