SONG: Raaz Sine Me Mohabbat Ka - राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना राज़ सीने में

Raaz Sine Me Mohabbat Ka - राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना राज़ सीने में

LYRICS:
raaz sine me mohabbat ka chhupaaye rakhna raaz sine me sama jo dil me jalaai hai jalaye rakhna sama jo dil me dil ke jajbat nigaho me khiche aate hai dil ke jajbat nigaho me khiche aate hai kitna dushwar hai nazro ko jhukaaye rakhna kitna dushwar hai aaj to husn ka ji bhar ke nazara kar le aaj to husn ka ji bhar ke nazara kar le julf apni jara chehre se hataaye rakhna julf apni jara dil dhadakta hai nazar yu na milao hamse dil dhadakta hai nazar yu na milao hamse pyar ko pyar ki aadab sikhaye rakhna pyar ko pyar ki samne tum ho to kyu hosh rahe duniya ka kya kayamat hai ye daman ko bachaye rakhna kya kayamat hai raaz sine me mohabbat ka chupaye rakhna raaz sine me