SONG: Raaz Khulta Nazar Nahi Aata - राज खुलता राज खुलता

Raaz Khulta Nazar Nahi Aata - राज खुलता राज खुलता

LYRICS:
raaj khule raaj khule najar nahi aata kaun hun kya kaun hun kya najar nahi aata raaj khulta najar nahi aata kis tarf jau sath hai jinke jis tarf jau sath hai jinke aur taya najar nahi aata aur taya najar nahi aata raaj khulta najar nahi aata jo tamasha bana gaya mujhko jo tamasha bana gaya mujhko wo tamasha najar nahi aata wo tamasha najar nahi aata raaj khulta najar nahi aata bat sunta to hai kisi ki dil bat sunta to hai kisi ki dil kahne wala najar nahi aata kahne wala najar nahi aata raaj khulta najar nahi aata