SONG: Raaz E Dil Unase Chhupaayaa Naa Gayaa - राज-ए-दिल उन से छुपाया ना गया

Raaz E Dil Unase Chhupaayaa Naa Gayaa - राज-ए-दिल उन से छुपाया ना गया

LYRICS:
raaz-e-dil un se chupaya na gaya raaz-e-dil un se chupaya na gaya pyar ki aag kuch aisi bhadki pyar ki aag kuch aisi bhadki ek shola bhi dabaya na gay ek shola bhi dabaya na gaya raaz-e-dil un se chupaya na gaya pehle pehle to mujhe vo samajh bhi na sake dil ko tadapate rahe mujhko tarsate rahe aankh se aankh kai baar mili aankh se aankh kai baar mili dil se dil phir bhi milaya na gaya pyar ki aag kuch aisi bhadki ek shola bhi dabaya na gaya raaz-e-dil un se chupaya na gaya mujhko pehachan ke vo dard-e-dil jaan ke vo kuch pareshan se hai kuch pasheman se hai itne sharmaye huye hai humse itne sharmaye huye hai humse sar jhukya to uthya na gaya pyar ki aag kuch aisi bhadki ek shola bhi dabaya na gaya raaz-e-dil un se chupaya na gaya aankh milate hi jhuki baat hotho pe ruki berukhi pyar bani jeet bhi haar bani kar gai kaam mohabbat ki nazar kar gai kaam mohabbat ki nazar un se daman bhi bachaya na gaya pyar ki aag kuch aisi bhadki pyar ki aag kuch aisi bhadki ek shola bhi dabaya na gaya raaz-e-dil un se chupaya na gaya