SONG: Raaton Ki Nind Chhin Li Aankhon Ke Intezaar Ne - रातों की नींद छीन ली आँखों के इंतेज़ार ने

Raaton Ki Nind Chhin Li Aankhon Ke Intezaar Ne - रातों की नींद छीन ली आँखों के इंतेज़ार ने

LYRICS:
raato ki nind chhin li aankho ke itezaar ne aankho ke itezaar ne taaro kaa taaro kaa dil khila diya is dil-e-bekrar ne is dil-e-bekrar ne sahami hui kaun sahami hui kali hansi kahne lagi ye khaur se kahne lagi ye khaur se jiske liye khili jiya dhokha usi bahar ne, dhokha usi bahar ne dil pe to naaz tha hame dil pe to naaz tha hame ghunt lahu ke pi gaya ghunt lahu ke pi gaya kissa-e-gam suna diya, dida-e-ishq baar ne dida-e-ishq baar ne raato ki nind chhin li aankho ke itezaar ne aankho ke itezaar ne