SONG: Raato Ki Siyahi Hai Aur Din Ka Ujhala Hai - रातो की स्याही है और दिन का उजाला है

Raato Ki Siyahi Hai Aur Din Ka Ujhala Hai - रातो की स्याही है और दिन का उजाला है

LYRICS:
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai teri aankho ka rang nirala hai teri aankho ka rang nirala hai raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai sadhke tumhari najro pe gussa bhi hai inme pyar bhi hai mate pe baal hotho pe hasi inkar bhi hai ikarar bhi hai in palko ki chilman to utha samjhu to ye raaj hai kya raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai haye pyar hami se hoga tumhe ye rukne wali baat nahi aag lagi hai hoga duaa ye chupne wali baat nahi ab chhod bhi de gusse ki ada ab maan bhi ja mere ruthe khuda raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai na na garam mijaji thik nahi is pyar ki thandi chav me itlakar chalne wali kahi moch na aa jaye panv me tumko to kisi se pyar nahi to hum bhi kisi ke yaar nahi raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai teri aankho ka rang nirala hai teri aankho ka rang nirala hai raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai