SONG: Raat Yu Dil Me Teri Khoyi Hui Yaad Aayi - रात यूँ दिल में तेरी खोई हुई याद आई

Raat Yu Dil Me Teri Khoyi Hui Yaad Aayi - रात यूँ दिल में तेरी खोई हुई याद आई

LYRICS:
rat yu dil me teri khoyi hui yad aayi jaise virane me chupke se bahar aa jaye jaise sahram me hole se chale wadi hasin jaise bimar ko bewajah karar aa jaye bujha jo roz ne jinda to dil ye samjha hai ke teri mang sitaro se bhar gayi hogi chamak uthi hai sanse to hamne jana hai ke ab ashar tere rukh bikhar gayi hogi na gul khile hai na unse mile hai na hamne pi hai azib rang me abke bahar gujri hai tum aaye ho nsabe intzar gujri hai talash me hai sahar bar bar gujre hai nashim teri sakhishto se hoke aayi hai meri sahar me mahak hai tere badan ki si jab tujhe yad kar liya subah mahak mahak uthi jab tera gum jaga liya rat machal machal gayi na jane kisliye ummidwar baitha hu ek aisi raha pe jo teri rehgujar bhi nahi