SONG: Raat Suhani Khili Chandni Neel Gagan Lehraye - रात सुहानी खिली चाँदनी नील गगन लहराये

Raat Suhani Khili Chandni Neel Gagan Lehraye - रात सुहानी खिली चाँदनी नील गगन लहराये

LYRICS:
raat suhani khili chandni neel gagan lehraye neel gagan lehraye chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye taare hai muskaye jiwan ye anmol milan ki kya ye ghadiya aaye kya ye ghadiya aaye nayi nayi aashaye tere dil me aa ithalai dil me aa ithalai bhul gaya sansar humara nainan prit samaye nainan prit samaye chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye taare hai muskaye main bhi prem piya se main bhi prem piya se kisne meri pyas bujhayi main bhi tha anjaan se kisne prem raah batayi prem raah batayi pure huye humare sapne jo the sada banaye jo the sada banaye chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye taare hai muskaye gore gore baaho ki tumne dali hai warmala gore gore baaho ki tumne dali hai warmala chaya hai chahu aur aaj ye chaya hai chahu aur aaj ye madhur madhur ujiyala madhur madhur ujiyala in naino ke prem paas mein mera man uljhaye mera man uljhaye chanda ka jhula hai pyara taare hai muskaye taare hai muskaye