SONG: Raat Nikhari Hui, Zulf Bikhari Hui - रात निखरी हुई, ज़ुल्फ़ बिखरी हुई

Raat Nikhari Hui, Zulf Bikhari Hui - रात निखरी हुई, ज़ुल्फ़ बिखरी हुई

LYRICS:
raat nikhari huyi, julf bikhari huyi har adaa teri phulo ki daali aaj subah nahi hone wali aaj subah nahi hone wali raat nikhari huyi, julf bikhari huyi har adaa teri phulo ki daali aaj subah nahi hone wali aaj subah nahi hone wali raat nikhari huyi ye sama tham gaya, ye hasi adaye dekhke ye sama tham gaya, ye hasi adaye dekhke dhadkane so gayi, ye nashili aankhe dekhke, dekhke raat nikhari huyi, julf bikhari huyi har adaa teri phulo ki daali aaj subah nahi hone wali aaj subah nahi hone wali raat nikhari huyi rang bhari mastiya, ye baharo ke kaafile rang bhari mastiya, ye baharo ke kaafile hum chale tum chale, koi sath sath chal diye, diye raat nikhari huyi, julf bikhari huyi har adaa teri phulo ki daali aaj subah nahi hone wali aaj subah nahi hone wali raat nikhari huyi