SONG: Raat Naujawaan - रात नोजवां

Raat Naujawaan - रात नोजवां

LYRICS:
raat naujawa, jhumta sama raat naujawa, jhumta sama darr kaisa dil daav pe laga jeet bhi yaah haar bhi yaha darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga duniya kya hai jue ka ashiyana duniya kya hai jue ka ashiyana chal jab chaldi to kahe pachtana haar mein pyar hai, haar mein pyar hai pyar mein bahar hai darr kaisa dil daav pe laga raat naujawa, jhumta sama darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga apna to apna hai dushman ho raji apna to apna hai dushman ho raji baaji usiki jo le jaye baji isi mein jeet hai, isi mein jeet hai jeet mein sangeet hai darr kaisa dil daav pe laga raat naujawa, jhumta sama darr kaisa dil daav pe laga jeet bhi yaah haar bhi yaha darr kaisa dil daav pe laga darr kaisa dil daav pe laga