SONG: Raat Mohe Mitha Mitha Sapna Aaya Re - रात मोहे रात मोहे मीठा मीठा सपना आया रे

Raat Mohe Mitha Mitha Sapna Aaya Re - रात मोहे रात मोहे मीठा मीठा सपना आया रे

LYRICS:
raat mohe raat mohe mitha mitha sapna aaya re sapne me sajan aa gaye raat mohe raat mohe mitha mitha sapna aaya re sapne me sajan aa gaye sapno ki dunia ke so rahi thi main, so rahi thi main sapno ki dunia ke so rahi thi main, so rahi thi main nindiya ki nagri me kho rahi thi main, kho rahi thi main aake kisi ne jagaya jagaya re aake kisi ne jagaya jagaya re sapne me sajan aa gaye raat mohe raat mohe mitha mitha sapna aaya re sapne me sajan aa gaye chupke chupke mere mehlo me aake chupke chupke mere mehlo me aake dhire dhire mera ghunghat hata ke dhire dhire mera ghunghat hata ke koi kano me man gun gun gungunaya re kano me man gun gun gungunaya re sapne me sajan aa gaye raat mohe raat mohe mitha mitha sapna aaya re sapne me sajan aa gaye