SONG: Raat Kyon Kar Katee Yeh Tujhe Kya Khabar - रात क्यों कर कटी ये तुझे क्या खबर

Raat Kyon Kar Katee Yeh Tujhe Kya Khabar - रात क्यों कर कटी ये तुझे क्या खबर

LYRICS:
ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar raat kyon kar kati ye tujhe kya khabar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar raat kyon kar kati ye tujhe kya khabar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar main to jaga hi thie, duniya soti rahi soti rahi ek shabnam thi jo sath roti rahi roti rahi dekh phulo ki hai pattiya tar-b-tar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar o raat kyon kar kati ye tujhe kya khabar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar jajb-e-dil hai to khud hi chale aayenge chale aayenge ye musibat ke din bhi gujar jayenge gujar jayenge hum to baithe rahenge yu hi umar bhar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar o raat kyon kar kati ye tujhe kya khabar ae dard-e-jigar, mere dard-e-jigar