SONG: Raat Ko Lamba Kardo - रात को लम्बा कर दो

Raat Ko Lamba Kardo - रात को लम्बा कर दो

LYRICS:
raat chhoti hai magar raat chhoti hai magar baat bahut jyada hai raat chhoti hai magar baat bahut jyada hai to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi chand bhi karne laga jane ka irada hai chand bhi karne laga jane ka irada hai to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi najro ki haya hontho ki sada julfo ki ghata aanchal ki hawa najro ki haya hontho ki sada hatho ki heena ne naajo adaa ne rasme wafa kar dungi fida unki raaho me khadi unka aaj vada hai to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi bin baat bane, bin baat bane mulakat gayi to samjho ke har baat gayi bin baat bane mulakat gayi to samjho ke har baat gayi nakam agar ye raat gayi to khushiyo ki kaaynat gayi kaam sab ho jaye aaj ye irada hai to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi aaj aane wala hai wo mulakat ke liye aaj aane wala hai wo mulakat ke liye kitni raate kaati hai is raat ke liye ae jaan-e-jigar aana chhupkar kahin pad na jaye duniya ki najar ye raat hasi hai mujhko yaki tu pahuchega mauke par baat kuch bhi to nahi kaam bahut sara hai to kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi raat ko lamba kar do kisi tarah se koi