SONG: Raat Ko Din Bana Diya - रात को दिन बना दिया

Raat Ko Din Bana Diya - रात को दिन बना दिया

LYRICS:
mere andhere ghar mein aakar chadar apne sar par girakar duniya ko duniya ko jagmaga diya duniya ko jagmaga diya raat ko din bana diya raat ko din bana diya dil mein jaag utha ujiyara dil mein jaag utha ujiyara mukhda tha kuchh aisa pyara pyar ko bhi pyar ko bhi pyar ko bhi sharma diya pyar ko bhi sharma diya raat ko din bana diya raat ko din bana diya maujo mein targe soi thi aur dil mein umnge soi thi saakho mein soi thi kaliya sakh ki hriday ki duniya tumne sabko haa haa tumne sabko jagaa diya tumne sabko jagaa diya raat ko din bana diya raat ko din bana diya