SONG: Raat Kitni Haseen Zindagi Meharban - रात कितनी हसीन जिंदगी मेहरबान

Raat Kitni Haseen Zindagi Meharban - रात कितनी हसीन जिंदगी मेहरबान

LYRICS:
rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta dil dhadakne laga pyar ki rah me lutf aane laga dard me aah me aaj har chiz ko mil gayi hai juba rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta koi aankho me leke bahar aa gaya dil ki bechaniyo ko karar aa gaya do dilo ne bana hi liya aashiya rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta muskura tujhko teri hasi ki kasam tere kadmo me hai meri dunia sanam de rahi hai sada ye jami ye aasma rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta rat kitni hasin jindagi meharban bat kuch bhi nahi ban gayi dasta