SONG: Raat Ke Andhere Me, Baho Ke Ghere Me - रात के अँधेरे में, बाहों के घेरे में

Raat Ke Andhere Me, Baho Ke Ghere Me - रात के अँधेरे में, बाहों के घेरे में

LYRICS:
raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me raat ke andhere me o janeman ye zindagi jindadili ka naam hain yaha pe to utha le jo milta usi ko jaam hain tu badhke apna jaam le kisi ka hath tham le kate na zindagi akele main o raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me raat ke andhere me ye ishq bhi fareb hain lekin hain kitna hasi kahan talak bachayenge dil bhi bacha hain kahin tujhe nasha mujhe nasha kise pata hain fark kya ek asli aur nakli chehre me o raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me raat ke andhere me ye mastiyan ye sokhiyan tujh ko bulaye jhum ke ruke ruke kadam hain kyu aaja paas jaam chum ke ye raat hain khumar ki kiya ja baat pyar ki ke der hain abhi savere me o raat ke andhere me, baaho ke ghere me aa bhi ja ke faasla rahe na aaj tere mere me raat ke andhere me