SONG: Raat Kaali Jugnu Chamke Ullu Bole - रात काली जुगनू चमके उल्लू बोले

Raat Kaali Jugnu Chamke Ullu Bole - रात काली जुगनू चमके उल्लू बोले

LYRICS:
rat kali jugnu chamke ullu bole lungar gaye mendak dete tare aai na aai na kaise aau mai raja sajanwa ye bata ye bata sajanwa ye bata ye bata sajanwa ye bata ye bata aaj ye bata ye bata sajanwa ye bata ye bata jinko milna ho kami hai kya ji unke waste dhund lete hai milan ke wo to lakho raste raste teri khatir bana mai jogi ab to na tarsa aa bhi ja aa bhi ja aaja o matwale sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja dil kahe ke chalu to aage man kahe chal piche kadam kadam pe laz ka pahra daman mera khiche chhod de tu dunia dari banja jogan hamari aa bhi ja aa bhi ja sun bade gharwali sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajaniya aa bhi ja aa bhi ja sajan mai aa gai aa gai sajan mai aa gai aa gai