SONG: Raat Ka Aanchal - रात का आँचल

Raat Ka Aanchal - रात का आँचल

LYRICS:
raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai o raat ka aanchal dhalka dhalka hai raat nasheeli jaam nasheele raat nasheeli jaam nasheele jaane tamanna ye ras peele roz milte hai kahan kaatil hasin kitne jawaan roz milte hai kahan kaatil hasin kitne jawaan raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai o raat ka aanchal dhalka dhalka hai mehke huye hai zulf ke saye mehke huye hai zulf ke saye jaane najar kyun uthati jaaye aaj se pahle kabhi dil ki lagi jaagi naa thi aaj se pahle kabhi dil ki lagi jaagi naa thi raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai o raat ka aanchal dhalka dhalka hai meri khushi ka khwaab naa tute meri khushi ka khwaab naa tute haath se tere jaam naa chhute meri khushi ka khwaab naa tute haath se tere jaam naa chhute zindagi hasti rahe nagme rahe gaati rahe zindagi hasti rahe nagme rahe gaati rahe raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai o raat ka aanchal dhalka dhalka hai jaam tere haatho se chhalka hai o raat ka aanchal dhalka dhalka hai