SONG: Raat Hai Nikhari Hui Neend Hai Bhikhari Hui - रात है निखरी हुई नींद है बिखरी हुई

Raat Hai Nikhari Hui Neend Hai Bhikhari Hui - रात है निखरी हुई नींद है बिखरी हुई

LYRICS:
rat hai nikhri hui nind hai bikhri hui husn hai jaga hua aye mere dil gaye ja gaye ja gaye ja rat hai nikhri hui nind hai bikhri hui husn hai jaga hua aye mere dil gaye ja gaye ja gaye ja aapki pahli najar le gayi dil chin kar dil chin kar apni najar ki kasam kuch nahi hamko khabar aap to hai dilruba aap hi jane bala dil pe sitam kya hua aye mere dil gaye ja gaye ja gaye ja chhod ke sara jaha tum pe hai dil meharba dil meharba sukariya mere huzur aap kaha mai kaha pyar nahi sochta kya hai bhala kya bura jo hua acha hua aye mere dil gaye ja gaye ja gaye ja rat hai nikhri hui nind hai bikhri hui husn hai jaga hua aye mere dil gaye ja gaye ja gaye ja