SONG: Raat Gayi, So Baat Gayi - रात गई, सो बात गई

Raat Gayi, So Baat Gayi - रात गई, सो बात गई

LYRICS:
aja karein woh galti jo hain sahi kya karein dil pe chalti hain nahi aja tu kar naa deri aaj rat hoja meri subah phir bolenge yahi raat gayi so baat gayi aa karte hai koyi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hai shurvaat nayi ho aankhe batati hai yeh sala dil tera waadon ka jhutha hain janab aana nahi mujhe teri in baton me teri to niyat kharab aankhe batati hai yeh sala dil tera waadon ka jhutha hain janab aana nahi mujhe teri in baton me teri to niyat kharab main to hoon seedha banda samjhe kyun mujhko ganda mujhsa milega nahi raat gayi so baat gayi aa karte hain koi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hain shurvaat nayi itni sharafat ka tune kya karna hain kuch der hoja beiman ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain kuch aaj karle meri jaan oh itni sharafat ka tune kya karna hain kuch der hoja beiman ye jo jawaani hain kal ko to jaani hain kuch aaj karle meri jaan dil mein jagah banale phir main tere havaale bin puche leja tu kahi raat gayi so baat gayi aa karte hai koi baat nayi raat gayi so baat gayi aa karte hai shurvaat nayi.