SONG: Raat Gai Baat Gai - ऐ भूल गए तुम हमको याद नहीं क्या तुमको

Raat Gai Baat Gai - ऐ भूल गए तुम हमको याद नहीं क्या तुमको

LYRICS:
aye bhool gaye tum humko tch tch tch tchh yaad nahin kya tumko are re re re re kal mile the, hum tum aaj phir milna tha are ek mulaqaat ek raat ki baat raat gayi baat gayi (ha ha ha ha ha ha ha ha) bhool gaye tum humko yaad nahin kya tumko kal mile the hum tum aaj phir milna thaa aa hey ek mulaqaat ek raat ki baat raat gayi baat gayi (ho ho ho ho ho ho ho ho) bhool gaye tum humko yaad nahin kya tumko ho kal mile the hum tum aaj phir milna thaa aaa haan haan ek mulaqaat ek raat ki baat raat gayi baat gayi samjhe roz shuru karte hain hum ek kahaani nayi maaf karna maaf karna dost naye, pyaar naya, aur zindagaani nayi maaf karna bekadar tum nikle bewafaa harjaee kal mile the hum tum aaj phir milna tha are sab jazbaat ek raat ki baat raat gayi baat gayi samjhe aapka hamara bhi pyaar purana hua maaf karna maaf karna ek hi surat dekhte zamaana hua maaf karnaaa bewafaai tumse seekhli humne bhi kal mile the hum tum aaj phir milna tha pyaar ki baaraat ek raat ki baat raat gayi baat gayi ha ha ha ha ha ha ha ha bhool gaye tum humko yaad nahin kya tumko ho kal mile the hum tum aaj phir milna tha