SONG: Raat Andhiyari Maut Ki Chhaya Mathe Pe - रात अंधियारी मौत की छाया माथे पे

Raat Andhiyari Maut Ki Chhaya Mathe Pe - रात अंधियारी मौत की छाया माथे पे

LYRICS:
raat andhiyaari maut ki chhaya maathe pe mandraaye fir bhi saty ki jyot jale aandhi me bhi na dagmagaaye mujhko saahas do he bhagwaan main hun balak naadan karam path se hate na kadam chaahe laakho ho hum pe julam dusro ke liye hi mitun chaahe lun main hazaaro janam mujhko saahas do he bhagwaan aah bhi na bharun nikle praan