SONG: Raaste Me Ek Hasin Aji Mil Gaya Hamko Kahin - रास्ते में एक हसीं अजी मिल गया हमको कहीं

Raaste Me Ek Hasin Aji Mil Gaya Hamko Kahin - रास्ते में एक हसीं अजी मिल गया हमको कहीं

LYRICS:
raaste me ek hasi aji mil gaya humko kahi chaal thi masti bhari, aankho me thi jaadugari ye baat hai kal sham ki, baat hai kal sham ki raaste me ek hasi aji mil gaya humko kahi chaal thi masti bhari, aankho me thi jaadugari ye baat hai kal sham ki, baat hai kal sham ki wo naazni wo gulbadan chal di dikha ke baankpan wo naazni wo gulbadan chal di dikha ke baankpan dil ne mujhe tata kaha maine kaha haafiz khuda zulfo ko lahrati huyi, chalti thi balkhati hui haaye wo mud mud dekhna, aankho se jaadu phenkna ye baat hai kal shaam ki, baat hai kal shaam ki maine bhi rasta rok kar puchha, mera dil hai kidhar boli ki dil hum le chale aur dard tujhko de chale ha dard tujhko de chale maine kaha meri khata o bewafa kuch to bata kehne lagi ye dil tera, mere gale khud pad gaya ye baat hai kal shaam ki, baat hai kal shaam ki wo ajnabi wo manchala chupke se yu kehne laga wo ajnabi wo manchala chupke se yu kehne laga o khubsurat apsara kuch naam to apna bata ye sun ke mai ghabra gayi, kuch soch kar sharma gayi chalti hawaye ruk gayi, milkar nigahe jhuk gayi ye baat hai kal shaam ki, baat hai kal shaam ki raaste me ek hasi aji mil gaya humko kahi chaal thi masti bhari, aankho me thi jaadugari ye baat hai kal sham ki, baat hai kal sham ki