SONG: Raakhi Kaa Aayaa Tyohaar Sakhi - राखी का आया त्योहार सखी, राखी का आया त्योहार सखी

Raakhi Kaa Aayaa Tyohaar Sakhi - राखी का आया त्योहार सखी, राखी का आया त्योहार सखी

LYRICS:
raakhi ka aaya tyohaar sakhi, raakhi ka aaya tyohaar sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar more bhaiya jiye jale ghar me diye mai usi ke liye baandhu raakhi me aasha ke taar sakhi baandhu raakhi me aasha ke taar sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar uthe man me umang jaise saagar me tarang uthe man me umang jaise saagar me tarang jaise bagiya me aayi bahaar sakhi jaise bagiya me aayi bahaar sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar dekhi duniya ki rit bahan bhaai ki prit dekhi duniya ki rit bahan bhaai ki prit gaao khushi ke git more baabul ke ghar ka singaar sakhi sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar yu baandhane ko baandho koyi hazaar dhaage lekin hazaar par hai raakhi ke chaar dhaage chaar dhaago me bandha hai pyar sakhi chaar dhaago me bandha hai pyar sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar raakhi ka aaya tyohaar sakhi, raakhi ka aaya tyohaar sakhi raakhi ka aaya tyohaar, raakhi ka aaya tyohaar