SONG: Raahi Tu Mat Ruk Jaana, Tufan Se Mat Ghabrana - राही तू मत रुक जाना तूफ़ां से मत घबराना

Raahi Tu Mat Ruk Jaana, Tufan Se Mat Ghabrana - राही तू मत रुक जाना तूफ़ां से मत घबराना

LYRICS:
rahi tu mat ruk jana tufa se mat ghabrana kabhi to milegi teri mazil kahi dur gagan ki chhao me rahi tu mat ruk jana mana ki gahari hai dhara par hai kahi to kinaara tu bhi mila aasha ke sur me man ka ye ek tara kabhi to milegi teri mazil kahi dur gagan ki chhao me rahi tu mat ruk jana tufa se mat ghabrana kabhi to milegi teri mazil kahi dur gagan ki chhao me rahi tu mat ruk jana sabka hai upar wala sabko usi ne sambhala jab bhi ghire gam ka adhera usane kiyaa ujiyala kabhi to milegi teri mazil kahi dur gagan ki chhao me raahi tu mat ruk jana tufa se mat ghabrana kabhi to milegi teri mazil kahi dur gagan ki chhao me kahi dur kahi dur kahi dur kahi dur