SONG: Raahi Tha Main Aawara, Phirta Tha Mara Mara - राही था मैं आवारा, फिरता था मारा मारा

Raahi Tha Main Aawara, Phirta Tha Mara Mara - राही था मैं आवारा, फिरता था मारा मारा

LYRICS:
rahi tha mai aawara phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara mahake huye badan se khusbu si aa rahi hai jaise pawan kahi par chandan luta rahi hai aankho se koi dil me aisa utar raha hai benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tararahi tha mai aawara ji chahta hai mera koi raat aisi aaye dekhe jo sath humko fir laut ke na aaye mai tujhko kuch na bolu tum mujhse na bolo khamoshiya bhi soche ye kon si ada hai benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara dekha jidar jidar bhi masti bari najar se raho me rang chaye bago me phul barse jaise kadam kadam pe maykhana khul gaya hai benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara