SONG: Raah Chalti Hai Ki Rahi Chalte Hai - राह चलती है की राही चलते है

Raah Chalti Hai Ki Rahi Chalte Hai - राह चलती है की राही चलते है

LYRICS:
rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai jo bhi thik thik batayega raju chacha usko sara shehar ghumayega rah chalti hai ki rahi chalte hai jalti hai bati ki dip jalte hai raju chacha bachcho ka karo khayal puchho na puchho na aise mushkil sawal raju chacha bachcho ka karo khayal puchho na puchho na aise mushkil sawal achha to mai hi batata hu rahi chalte hai to rahe chalti hai suni suni rahe aankho ko khalti hai rahi chalte hai to rahe chalti hai suni suni rahe aankho ko khalti hai bade ho gaye to samjh me aayega banega jo bati wahi deepak jalayega narangi si ek chij magar na khai jaye us narangi par hum sadiyo se rahte aaye narangi si ek chij magar na khai jaye us narangi par hum sadiyo se rahte aaye tayar padoge bhugol to jawab mil jayega gandhi shabash two add two four three am three driver kitne badle lekin mai hu clenarvax har din ghar se chacha le jaye pahunchaye chhuti ke din bachcho yaad tumhari badi aaye har din ghar se chacha le jaye pahunchaye chhuti ke din bachcho yaad tumhari badi aaye kisi ne bhi aisa yaar paya na payega rahi chalte hai to rahe chalti hai suni suni rahe aankho ko khalti hai bade ho gaye to samjh me aayega banega jo bati wahi deepak jalayega