SONG: Qismat Me, Dar Dar Kii Thokaren Hain - किस्मत में, दर दर की ठोकरें हैं

Qismat Me, Dar Dar Kii Thokaren Hain - किस्मत में, दर दर की ठोकरें हैं

LYRICS:
dar-dar ki thokare hain koi nahi sahara dar-dar ki thokare hain koi nahi sahara ab meri zindagi hai tuta hua sitara ab meri zindagi hai guzre huye zamane aansu baha rahe hain lo aaj hum tumhari duniya saza rahe hain duniya saza rahe hain tum khush raho jahan mein dar-dar ki thokare hain qismat me dubana hai maujo se kya darenge qismat me dubana hai maujo se kya darenge maalik ke aasare pe kashti ko chhod denge kashti ko chhod denge mil jaayegaa hame bhi tufan me kinara dar-dar ki thokare hain koi nahi sahara ab meri zindagi hai tutaa hua sitara dar-dar ki thokare hain