SONG: Qismat Ki Baazi Ka Faisala To Ho Gaya Hai - किस्मत की बाज़ी का फ़ैसला तो हो गया है

Qismat Ki Baazi Ka Faisala To Ho Gaya Hai - किस्मत की बाज़ी का फ़ैसला तो हो गया है

LYRICS:
kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har hal me milta hai duniya me mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya me mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havao me bujhti nahi jalti hai kismat ki a-ha-ha bazi ka a-ha-ha faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-ha fasala bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai kudrat hi banati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjan si raho me yun bhi kabhi hota hai anjan si raho me kismat jise kahte hai aa jati hai baho me kismat ki e e e bazi ka aa aa aa aa faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai fasala bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai har roz nahi banti tasvir mohabbat ki jo sanso me rahta hai jo palko me sota hai jo sanso me rahta hai jo palko me sota hai vo pyar javani me ik bar hi hota hai kismat ki a-ha-ha bazi ka a-ha-ha faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-ha fasala bhi fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai kismat ki bazi ka faisla to ho gaya hai fasla bhi kho gaya hai dekhe kisko kaun milta hai dekhe kisko kaun milta hai dekhe kisko kaun milta hai