SONG: Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa - किस्मत बिगड़ी दुनिया बदली फिर कौन किसी का

Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa - किस्मत बिगड़ी दुनिया बदली फिर कौन किसी का

LYRICS:
kismat bigadi duniya badli kismat bigadi duniya badli phir kaun kisi ka hota hai ae duniya walo sach to kaho kya pyar bhi jhutha hota hai kismat bigadi duniya badli jab bura zamana aata hai saya bhi juda ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyara hota hai kismat bigadi duniya badli duniya me wafa ka naam nahi duniya ko wafa se kaam nahi sab jisko mohabbat kahate hai nadan wo dhokha hota hai kismat bigadi duniya badli tufan se kashti bach nikali sahil pe pahuchkar dub gayi bhagwan tumhari duniya me andher ye kaisa hota hai kismat bigadi duniya badli phir kaun kisi ka hota hai ae duniya walo sach to kaho kya pyar bhi jhutha hota hai kismat bigadi duniya badli jab bura zamana aata hai saya bhi juda ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyara hota hai kismat bigadi duniya badli duniya me wafa ka naam nahi duniya ko wafa se kaam nahi sab jisko mohabbat kahate hai nadan wo dhokha hota hai kismat bigadi duniya badli kismat bigadi duniya badli