SONG: Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa - किस्मत ने हमको ज़ुल्म उठाना सिखा दिया

Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa - किस्मत ने हमको ज़ुल्म उठाना सिखा दिया

LYRICS:
khushi acchi hai hame aur na malal accha hai hamko jis hal me rakhe wahi haal accha hai qismat ne hamko zulm uthana sikha diya qismat ne hamko zulm uthana sikha diya dard-e-jigar ko dil me chupana sikha diya dard-e-jigar ko dil me chupana sikha diya qismat ne hamko zulm uthana sikha diya ab to musibato se bhi rahat si ho gai ab to musibato se bhi rahat si ho gai kuch itni khai thokare adat si ho gai dar-dar ki hamko thokare khana sikha diya dar-dar ki hamko thokare khana sikha diya qismat ne hamko zulm uthana sikha diya dil me jo tis utthe to ahe na bhar sake dil me jo tis utthe to ahe na bhar sake duniya ke tir khate rahe, uf na kar sake duniya ke tir khate rahe, uf na kar sake apne lahu se pyas bujhana sikha diya apne lahu se pyas bujhana sikha diya qismat ne hamko zulm uthana sikha diya qismat ne hamko zulm uthana sikha diya