SONG: Qayamat Aaegi Ek Rooz, Zulfon Ka Rangin Saya Hai - क़यामत आएगी एक रोज़, जुल्फों का रंगीन साया है

Qayamat Aaegi Ek Rooz, Zulfon Ka Rangin Saya Hai - क़यामत आएगी एक रोज़, जुल्फों का रंगीन साया है

LYRICS:
zulfo ka rangin saya zulfo ka rangin saya hai tauba khudaya tumhari ye jawani salamat rahe zulfo ka rangin saya hai tauba khudaya tumhari ye jawani salamat rahe zulfo ka rangin saya bhigi fizae dekho chanchal hawae dekho dil ki sada hai yehi chup na raho jage hai arma mere mukhade pe gesu tere din hai ki raat bolo kuch to kaho bolo na bolo humse kahenge ye tumse tumhari ye jawani salamat rahe zulfo ka rangin saaya duniya me honge kai dil ko churane wale tumsa na dekha koi maah-e-naqaab duniya banane wala tujhko bana ke gori rup banana haye bhul gaya tumhara hai zamana, bana do diwana tumhari ye jawani salamat rahe zulfo ka rangin saaya haye ye adaye teri tujhse bahare meri gul bhi pukare tujhe bandhe sama bigadi banana sikho dil ka lagaana sikho zulfe banana chodo jaan-e-wafa labo pe sada aaye humari duaye tumhari ye jawani salamat rahe zulfo ka rangin saya