SONG: Qarar - करार

Qarar - करार

LYRICS:
koi to baat ho koi to baat ho aisi karar aa jaye koi to baat ho aisi karar aa jaye khija bhi dekh chuke ab bahar aa jaye koi to baat ho aisi karar aa jaye koi to baat ho tumhe to laut ke aana nahi kabhi shayad tumhe to laut ke aana nahi kabhi shayad duaa ye hai ke hame intjaar aa jaye duaa ye hai ke hame intjaar aa jaye koi to baat ho ham ab ki baar usse lautane nahi denge ham ab ki baar usse lautane nahi denge bas ek baar agar ek baar aa jaye bas ek baar agar ek baar aa jaye khija bhi dekh chuke ab bahar aa jaaye koi to baat ho aisi karar aa jaye koi to baat ho