SONG: Qamar Patli Nazar Bijli Surahidar Gardan - कमर पतली नज़र बिजली सुराहीदार गर्दन

Qamar Patli Nazar Bijli Surahidar Gardan - कमर पतली नज़र बिजली सुराहीदार गर्दन

LYRICS:
kamar patli nazar bijli surahidar gardan kayamat se meri jan kam nahi ho kamar patli nazar bijli surahidar gardan kayamat se mei jan kam nahi ho ye julfo ki ghata kali machalta jaise sawan kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli badan aisa hai chikna ke fisalti hai nigahe tadap jata hai dil apna chamakti hai jo bahe jami jhume kadam chume jawani ka alam tumhi kahdo ke aise me tumhe kaise na chahe karib aakar kabhi sunlo hamare dil ki dhadkan kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli nazar bijli surahidar gardan kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli najar jiski padi tum par kaleja tham lega ishara jise tul kar do wo kab aram lega magar mujhse tumhe dilbar koi sikwa na hogi mera dil hai ye lutkar bhi tumhara nam lega kabhi na chhutega kabhi mujhse wafa ka pak daman kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli nazar bijli surahidar gardan kayamat se mei jan kam nahi ho ye julfo ki ghata kali machalta jaise sawan kayamat se mei jan kam nahi ho kamar patli