SONG: Qadam Badhaae Jaa Na Dar - क़दम बढ़ाए जा ना डर

Qadam Badhaae Jaa Na Dar - क़दम बढ़ाए जा ना डर

LYRICS:
qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa hai paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa jag pe chhaaye jaa ye kaun muskura diya ki phul khil gaye phul khil gaye ye kaun muskura diya ki phul khil gaye phul khil gaye pukaarta hai dil mera wo mujhko mil gaye mujhko mil gaye khyaal me basaaye ja najar milaaye ja najar milaaye ja qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa ho paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa jag pe chhaaye jaa jamaane ki hawa lagi to dil gawa diya dil gawa diya jamaane ki hawa lagi to dil gawa diya dil gawa diya najar koi mila gaya ki man chura gaya man chura gaya sipaahi banke chor se na maat khaaye ja maat khaaye ja qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa hai paanv tale tere zami jag pe chhaaye jaa jag pe chhaaye jaa kare jo dur mushkile usi ka naam le kare jo dur mushkile usi ka naam le jo dil me tune thaan li to dil se kaam le dil se kaam le kai naseeb saath hai unhe jagaaye ja unhe jagaaye ja jahaan ko piche chhodke jahaan ko piche chhodke tu daav jeet le jamaane ko jhanjhor ke tu daav jeet le daav jeet le ? ja jagamagaaye ja qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa qadam badhaaye jaa, qadam badhaaye jaa qadam badhaaye jaa alag na chal saathiyo se qadam milaa ke chal alag na chal saathiyo se qadam milaa ke chal andheraa chhaayaa ho jahaan diye jala ke chal diye jala ke chal nayi zami pe aasamaan nayaa banaaye jaa nayaa banaaye jaa qadam badhaaye jaa na dar qadam badhaaye jaa