SONG: Pyase Dil Ki Pyaas Bhujhane Aa Ja - प्यासे दिल की प्यास बुझाने आ जा

Pyase Dil Ki Pyaas Bhujhane Aa Ja - प्यासे दिल की प्यास बुझाने आ जा

LYRICS:
pyase dil ki pyas bujhane soi hui takdir jagane aaja aaja tere liye mai hu mere liye tu hai ye wada nibha ja aaja sadiyo se rahi nind na aai na koi khawab hi aaya pal pal thadpa tha mai teri yado ka barkha sa sun mere sajan janmo ki uljhan aake zara suljha ja suljha ja aaja aaja aaja pyase dil ki pyas bujhane soi hui takdir jagane aaja aaja maine teri puja ki hai tujhko hi manga hai tere bin mere jivansathi ye jag virana hai dil ki nagari kab se ujadi aake ise tu basa ja ye wada nibha ja aaja aaja pyase dil ki pyas bujhane soi hui takdir jagane aaja aaja tere liye mai hu mere liye tu hai ye wada nibha ja aaja