SONG: Pyas Kuch Aur Bhi Bhadka Di Jhalak Dikhla Ke - प्यास और कुछ भी भड़का दी झलक दिखला के

Pyas Kuch Aur Bhi Bhadka Di Jhalak Dikhla Ke - प्यास और कुछ भी भड़का दी झलक दिखला के

LYRICS:
pyas kuch aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda ruke roshan se hatana hoga chand me noor na taaro me chamak baki hai ye andhera meri duniya ka mitana hoga hai mujhe hizr ki raato me jagane wale ja kabhi nind judai me na ayegi tujhe subah tapkegi teri ankh se ansu banke raat seene ki kasak banke jagayegi tujhe tujhko parda rukhe roshan se hatana hoga ye andhera meri duniya ka mitana hoga koi arma hai na hasrat hai na umeed hain ab mere dil me mohbbat ke siwa kuch bhi nahi ye mukadar ki kharabi ye zamane ka sitam bewafa teri inayat ke siwa kuch bhi nahi tujhko parda rukhe roshan se hatana hoga ye andhera meri duniya ka mitana hoga pyas kuch aur bhi bhadka di jhalak dikhla ke tujhko parda rukhe roshan se hatana hoga chand me nur na taaro me chamak baki hai ye andhera meri duniya ka mitana hoga