SONG: Pyari Tera Mera Mera Tera Pyar - प्यारे तेरा मेरा मेरा तेरा प्यार

Pyari Tera Mera Mera Tera Pyar - प्यारे तेरा मेरा मेरा तेरा प्यार

LYRICS:
pyare tera mera mera tera pyar ho pyare tera mera mera tera pyar ye duniya hai dilo ka mela naino ka bazar ye duniya hai dilo ka mela naino ka bazar pyare tera mera mera tera pyar ho pyare tera mera mera tera pyar paas aaye to laza laza kar hote hai hum door paas aaye to laza laza kar hote hai hum door ja ja kar phir pas aate hai ho ho ke majbur ja ja kar phir pas aate hai ho ho ke majbur jhukti hai ek bar nigahe milti hai sau bar pyare tera mera mera tera pyar pyare tera mera mera tera pyar gagan pe wo chanda nikla hai jaise tere kanan ki bali chanda par badal chalta hai jaise chal teri matwali gagan pe wo chanda nikla hai jaise tere kanan ki bali chanda par badal chalta hai jaise chal teri matwali dali me ek phul khila hai jaise tere hotho ki lali dali me ek phul khila hai jaise tere hotho ki lali aankho se aanhke milte hi khilte hai gulzar pyare tera mera mera tera pyar pyare tera mera mera tera pyar ye duniya hai dilo ka mela naino ka bazar ye duniya hai dilo ka mela naino ka bazar pyare tera mera mera tera pyar ho pyare tera mera mera tera pyar