SONG: Pyari Sakhi Saj Dhaj Ke Apne Pee Ke Daware - प्यारी सखी सज धज के अपने पी के द्वारे

Pyari Sakhi Saj Dhaj Ke Apne Pee Ke Daware - प्यारी सखी सज धज के अपने पी के द्वारे

LYRICS:
pyari sakhi saj dhaj ke apne pee ke dware ja ri sakhi saj dhaj ke apne pee ke dware tu khushio se jholi bhar le dekh na aasu hamare pyari sakhi saj dhaj ke apne pee ke dware ek ghar ujade ek bas jaye hai yahi jag ki reeti ja ri dulhaniya dekha na mudke sakhiyo pe kya biti apni apni kismat hai ye ja ri sakhi saj dhaj ke apne pee ke dware