SONG: Pyari Pyari Ye Sukhad Maatrubhumi Apni - प्यारी प्यारी प्यारी प्यारी ये सुखद मातृभूमि अपनी

Pyari Pyari Ye Sukhad Maatrubhumi Apni - प्यारी प्यारी प्यारी प्यारी ये सुखद मातृभूमि अपनी

LYRICS:
pyari pyari pyari pyari ye sukhad matrubhumi apni ye sukhad matrubhumi apni pyaari pyari pyari pyari aaryavrat hai sunaam jiska aaryavrat hai sunaam jiska shobha jag se nyari shobha jag se nyari pyari pyari ek anek bhaye jab milke tirath attal pukari aaj hai vishwamrit ke jinse aag tapasya haari kathin tapasya dekh rishi ki indradev gaye haari tap todan surpur se bheji sughar menka naari sughar menka main prem ki pyasi nitt prem ki pyasi bani ban waasi ban me tumhare aayi ban me tumhare aayi nain khol dekho bairaagi nain khol dekho bairaagi bairagan kya layi bairagan kya layi main rukhmani tum gyaan jayi main vilas tum vanvasi prem bina sab gyan adhura prem bina sab gyan adhura mat bhulo sanyasi mat bhulo sanyasi ek prem ki pyasi bani banwasi ban me tumhaare aayi nain khol dekho bairagi bairagan kya layi bairagan kya layi indra ki mohini sohni maa bani ek kanya ka sundar use phal mila lage tap me aur woh chali swarg ko maar man aur pathar sa mann ko bana jaanewale toh sab apni raah chale ek musafir naya kiska mehmaan raha maharshi kanva ne dekha daana liye ek panchi jo udkar kahi ko chala lekar pura patta haal dekha kabhi aaya kichad me sundar kamal ek pada jisne maya me phir se faasaya unhe aaj banana pada uska paalak pita woh shakun se phali bani shakuntala bholi aashram me ja jaise kalplata kanva rishi ke ashram me woh vandevi sukumari seva murat bankar dole santan ko sukhkari santan ko sukhkari vo hi kanya shakuntala jin vishvamitra vikari kanva muni kar paalan uska apni kari dulaari aisi tapasvi jinki karni unchi jagat manjhari unki kanya kare na kaise jag me naam ujari band karo meri vipda bhari janm kahani