SONG: Pyare Bapu Ji Tirange Ki Le Lo Kasam - प्यारे बापू के चरणों की लेलो कसम

Pyare Bapu Ji Tirange Ki Le Lo Kasam - प्यारे बापू के चरणों की लेलो कसम

LYRICS:
pyare baapu ke charno ki lelo kasam ha lelo kasam ho lelo kasam ha lelo kasam pyare pyare tirange ki lelo kasam ha lelo kasam ho lelo kasam ek ho jao sare watan ke liye bolo jaihind bolo watan ke liye ha watan ke liye khun dil ka baha karke paya hai raj dekho paya hai raj paya hai raj dekho paya hai raj zakhme bharat ke in sapauto ki laaz ek ho jao hindu musalmano aaj ek ho jao hindu musalmano aaj jaan bapu ne de di milan ke liye ha milan ke liye jaan bapu ne de di milan ke liye ha milan ke liye bolo jaihind bolo watan ke liye ha watan ke liye jinki dhoti me najar bhatke aana nahi ha aana nahi dekho aana nahi bair karna majhab sikhata nahi har majhab me firte hai ae sathiya hai watan ke sabhi kaam magar sathiya watan ke liye ha watan ke liye aashiya ke liye watan ke liye ha watan ke liye aashiya ke liye watan ke liye ha watan ke liye boli jaihind bolo watan ke liye ha watan ke liye bhaiyo tarikh ka yahi paigam hai ha paigam hai dekho paigam hai aapsi bair ka ek anjam hai hastiya sabki mitti me mil jayengi bediya phir gulami ki chadh jayengi