SONG: Pyara Safar Pyara Lage - प्यारा सफ़र प्यारा लगे

Pyara Safar Pyara Lage - प्यारा सफ़र प्यारा लगे

LYRICS:
pyara lage pyara lage pyara lage pyara lage pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar ye jami mil rahi hai dekh lo aasma se aise do dil milenge dur dono jaha se aa gale mil ke dono ho aa gale mil ke dono raat ki baho se jaye gujar jaye gujar pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar lout ke ja raha hai har koi aashiya ko neend si aa rahi hai har thake karva ko soi soi hawa ka ho soi soi hawa ka hone lga dekho hum pe asar hum pe asar pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar pyara lage pyara lage raat aur din ka ye milan pyar ki raho ka pyara safar pyara safar pyara safar