SONG: Pyar Tujhe Karna - प्यार तुझे करना

Pyar Tujhe Karna - प्यार तुझे करना

LYRICS:
ek dard sabhi ko hota hai ek marj sabhi kao hota hai dil na ro ae dil na ro ek dard sabhi ko hota hai ek marj sabhi kao hota hai dil na ro ae dil na ro tere sath ye aasma rota hai ek dard sabhi ko hota hai dil na ro ae dil na ro kaun kahata hai sabko gam nahi hai ha ye kaho ki sabki aankhe nam nahi bhari mahfil mein dil hansta hai tanhai meinrota hai bhari mahfil mein dil hansta hai tanhai meinrota hai kisi ko yaad karna bhi bada dushwar hota hai kaun kahta hai sabko gam nahi hai ha ye kaho ki sabki aankhe nam nahi tanhai mein chupke se ro lete hai gam ka jahar pee peeke ji lete hai dil na ro o dil na ro yahi jashn sabhi ka hota hai ek dard sabhi ko hota hai dil na ro ae dil na ro dushwariya sabhi ki jindagi mein hai majburiya sabhi ki jindagi mein hai tadpata rahe jo sari umar wo ek vyakaya sabhi ki jindagi mein hai dil na ro o dil na ro yahi kahar sabhi pe hota hai ek dard sabhi ko hota hai dil na ro ae dil na ro